List of amazing facts of the world || दुनिया के अद्भुत तथ्यों की सूची
1. Nahi badta hai aankhon ka size
Ji haan dosto, ye bilkul sahi baat hai. Aap sabhi ko jaankar aascharya hoga ki sarir ke sabhi ang ka bikash hota hai, par aankhen kabhi nahi badhti.
2. Manab ke dimaag me hota hai 80% paani
2. Manab ke dimaag me hota hai 80% paani
Hamare dimaag yani ki brain me lagbhag 80% paani hi hoti hai. Iski wajah se hamare dimaag me control achhi tarah se ho paati hai.
3. Ek pal second ka 100ba hissa hai
Pal bahat keemti hota hai. Achhi palo ko hum hamesha yaad karte rahte hai. Ye humko sukun deta hai. To ek pal second ka 100ba hissa hota hai.
Get quick success in few days
Get quick success in few days
4. A to Z
The quick brown fox jumps over the lazy dog. Angrezi barnamala ke sabhi akhsar hai ish me. Ye angrezi ka ik lauta esa bakya hai jisme sabhi letter maujud hai.
5. Alag alag hota hai tongue print
Jis tarah finger print sabhi logo ka alag alag hota hai, thhik usi tarah tongue print bhi alag alag hota hai. Aur ye bilkul sach hai.
6. Aankhen khologe to chhink nahi paayoge
6. Aankhen khologe to chhink nahi paayoge
Aap ne kabhi b kisi ko aankhen kholkar chink te huye nahi dekha hoga. Ye bilkul 100% sahi hai ki aap aankhen kholkar kabhi chink nahi sakte.
7. Blue Whale ki jiv ek haati ke barabar
Aap sabhi ko pata hai ki samudra me dikhaai dene wali sabse badi jib Blue Whale hai. Aur isi Blue Whale ki jiv ka wajan ek haati ka kul wajan ke barabar hota hai.
8. Dolphin, jo ki sote huye swim karti hai
8. Dolphin, jo ki sote huye swim karti hai
Samudra ki aur ek jib jo ki Dolphin, bahat chalak aur furtila hota hai. Dolphin ek hi samay par so bhi sakta hai aur swim bhi kar sakta hai.
9. Sapne me kabhi padh nahi sakte
9. Sapne me kabhi padh nahi sakte
Ji haan dosto, Aap kabhi b sapne me koi bhi padhne ka scene nahi dekha hoga. Padhna aur sapne dekhna dimaag ki do alag alag kaarya hoti hai. Isiliye sapne me kabhi aap padhte huye nahi dekh sakte.
Read
more: tricks for change behaviors
10. Purush
Ek purush apne pure jiban kaal me lagbhag 3 saal bathroom jaane me, 4 saal line me khade hone me aur 10 saal kaam karte huye bita deta hai. Ye sayad hi kisi purus ko maalum hoga.
IF YOU LIKE THIS POST THEN COMMENT & SHARE.
IF YOU LIKE THIS POST THEN COMMENT & SHARE.